Afsana (Remix) Lyrics
afsana ban gaya hu main tere pyar ka, kya haal main bataau dil bekraar ka 

  mere soniye mann moniye, ??????? lamha intzaar ka 

  meri yaad tu hai tera hi intzaar hai, tere bina mujhko kahi naa karaar hai 
  meri tamanna hui bawariya dikhade ????? mujhe sawariya 
  afsana ban gaya hu main tere pyar ka, kya haal main bataau dil bekraar ka 
  
  sochu main to sochu tujhe hi din raat re, jaane nahi jaane tu mere jazbaat re 
  khayalo mein pal pal machi hai halchal, tasavvur mein tere hua main pagal 