Dil Hai Tanha Lyrics
dil hain tanha aur lamba safar
  aayegi aayegi manzil jab hogi sehar
  paas mere khushiya har pal
  chalta hu raaho pe hoke bekhabar
  aa raha hu mein liye khwabon ka ambar
  chal zindagi banke mera humsafar
  rukna nahi kahin
  dil hain tanha aur lamba safar
  aayegi aayegi manzil jab hogi sehar
  
  gaa rahi hain shaam, gaa raha hai manjar
  gaa raha hain dil, jisme teri dhadkan
  
  aa raha hu mein liye khwabon ka ambar
  chal zindagi banke mera humsafar
  rukna nahi, rukna nahi kahin
  
  dil hain tanha aur lamba safar
  aayegi aayegi manzil jab hogi sehar
  hontho pe armaan, aankhon mein ek pal
  jaayegi jaayegi ye raat abb hogi seher
  hogi seher