Na Chhithi Aayi Ma Aaya Bulawa Lyrics

na chithi ayi na aya bulawa na chithi ayi na aya bulawa andar se khadki hai tar mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar na chithi ayi na aya bulawa panv mein chahe pad jaye chale kar dungi jeevan uske hawale darshan ki mann mein lagi lagan hai chintan mein har sans ab to magan hai chintan mein har sans ab to magan hai main na rukungi raste mein ek pal dhun hai yeh mujhpe sanwar mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar na chithi ayi na aya bulawa shradha suman mein arpan karungi bhakti ka sacha dhan mang lungi pooja mein uski kho jaungi main chakar dar ki ho jaungi main chakar dar ki ho jaungi main janmon ki ab to pyas bujhegi sapanen honge sakar mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar na chithi ayi na aya bulawa mathe lagaun charno ki dhuli uske siva kul duniya hai bhuli mil jaye man tu jag se kya lena bache jo mange ma ne hi dena bache jo mange ma ne hi dena mere bhi mann ki wohi sab jane sunti jo sabki pukar mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar