Aisa Vardaan De Do Hame Maa Lyrics
aisa vardaan de do hame maa sukh mein uchhle, na hum dukh mein dole apne andar hi khud jhankakar hum galatiyaan apni khud hi tatole aisa vardaan de do hame maa sukh mein uchhle, na hum dukh mein dole ho sake toh karein hum bhalayi har burayi se bach ke rahein hum ho sake toh karein hum bhalayi har burayi se bach ke rahein hum nake rahon mein aaye jo musibat haste haste hi usko sahein hum haste haste hi usko sahein hum har begane ko karlein jo apna madhur vaani hamesha hi bolein apani andar hi khud jhankakar hum galatiyan apani khud hi tatole aisa vardan de do hame maa sukh mein uchhle, na hum dukh mein dole teri ichha bina kuch na hota tere hathon mein shrishti ki dori teri ichha bina kuch na hota tere hathon mein shrishti ki dori tujhse kya maiya rakein chupake tujhse se kis baat ki phir hain chori tujhse se kis baat ki phir hain chori kis potari mein kya hain tu jane usko khole maiya hum na kholein apni andar hi khud jhankakar hum galatiyan apani khud hi tatole aisa vardan de do hame maa sukh mein uchhle, na hum dukh mein dole apni andar hi khud jhankakar hum galatiyan apni khud hi tatole aisa vardaan de do hame maa aisa vardaan de do hame maa aisa vardaan de do hame maa aisa vardaan de do hame maa