Kahee Janab Ko Mera Toh Intzar Nahee Lyrics

tha intzar jiska woh rat aa gayi hain dulha miya kaha hain barat aa gayi hain uljhe huye hai sahib uljhan ko dhundhate hain mehfil me dosto ke dushman ko dhundhate hain nashe ka jhonka hai woh najar kaa dhokha hai woh hujur ayega woh jarur ayega woh magar woh naa ansu kaa ho yaha kisi pe kya hai yakin kahi woh mai toh nahi, kuch aitbar nahi kahi janab ko mera toh intzar nahi najar udas hain kyun labo pe pyas hain kyun najar udas hain kyun labo pe pyas hain kyun uthao jam piyo usi ke nam piyo gujarne do yeh ghadi badi hain rat padi gujarne do yeh ghadi badi hain rat padi ke thodi der me woh kahega aake suno, tumhe karar nahi kahi janab ko mera toh intzar nahi yeh amir aur garib jara se aaye karib yeh amir aur garib jara se aaye karib toh koyi bat bane meri barat bane yahi toh soch ke ha mai aa gaya hu yahan yeh meri bhul sahi galat asul sahi, mai sharmasar nahi kahi janab ko mera toh intzar nahi mera jo hal hai abb kiya hai tumne yeh sab tumhara kam hai yeh ke intekam hai yeh diya hai tumne mujhe wahi mai dungi tujhe, yahi hai mera khija hai nam mera ke mai bahar nahi kahee janab ko mera toh intzar nahi kisi pe kya hai yakin kahee woh mai toh nahi, kuch aitbar nahi kahee janab ko mera toh intzar nahi