Deewana Main Na Tha, Deewana Ban Gaya Lyrics
--abhijeet--
deewana main na tha, deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsaana ban gaya
--sadhana--
na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar
jaane kab dil se dil mil gaya
deewani main ho gayi
--abhijeet--
deewana main ho gaya
--sadhana--
deewani main ho gayi
--abhijeet--
deewana main ho gaya
--sadhana--
deewana tu na tha, deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsaana ban gaya
jaadu nigaahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai
--abhijeet--
hey hey eh, hey hey hey hey hey
--sadhana--
jaadu nigaahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai
--abhijeet--
hey hey hey hey hey
dil deewana tumhaara vaada koi kar gaya hai
--sadhana--
maine maana meri jaan, maine maana
dil jo bola vohi kar diya
deewani main ho gayi
--abhijeet--
deewana main ho gaya
--sadhana--
deewani main ho gayi
--abhijeet--
deewana main ho gaya
deewana main na tha, deewana ban gaya
--chorus--
hey hey hey, ha ha ha ha
hey hey hey, aah ha ha ha
--abhijeet--
hey hey hey
--chorus--
ha ha ha ha
--abhijeet--
hey hey hey
--chorus--
aah ha ha ha
--abhijeet--
dhadkanein sun rahi hai dhadkanon ki zubaan ko - 2
--sadhana--
aisa haseen ho nazaara to kaise na armaan jawaan ho
--abhijeet--
tere bin ek pal nahin jeena, maine yeh faislaa kar liya
--sadhana--
deewani main ho gayi
--abhijeet--
deewana main ho gaya
--sadhana--
deewani main ho gayi
--abhijeet--
deewana main ho gaya
deewana main na tha, deewana ban gaya
--sadhana--
kab kaise aur kya afsaana ban gaya
--abhijeet--
na tujhe hai khabar
--both--
na mujhe hai magar
jaane kab dil se dil mil gaya
--sadhana--
deewani main ho gayi
--abhijeet--
deewana main ho gaya
--chorus--
eh hey hey, aah ha ha ha
--abhijeet--
deewana main ho gaya
--chorus--
eh hey hey, aah ha ha ha - 2