Humko Deewana Kar Gaye Lyrics
tum jo na aate to achchha tha aa ke na jate to achchha tha tum jo na aate to achchha tha aa ke na jate to achchha tha tum jate jate jana hamko deewana kar gaye tum jate jate jana hamko deewana kar gaye dil na lagate to achchha tha na tadpate to achchha tha ab dil ko kya samjhana ham ko deewana kar gaye ab dil ko kya samjhana ham ko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye kabhi has lete hai kabhi ro lete hai haal kya kar diya apne ehsaso ko khud saja dete hai haal kya kar diya ham the tanha achchhe bhale mit gaye kyu vo fasle najare churate to achchha tha na muskurate to achchha tha tum haste haste jana hamko deewana kar gaye tum haste haste jana hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye pyas kya hota hai dard kya hota hai kuch nahi tha pata dhadhkane badhti hai chain kyu khota hai kuch nahi hai pata ab nahi hai apni khabar ek nasha hai shamo shahar kuch na batate to achchha tha raaz chupate to achchha tha tum milte milte jana hamko deewana kar gaye tum milte milte jana hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye