Savaiyyan Chhota Sa Saajan Lyrics
chhota sa sajan nanhi si dulhan
doli saji hui dwaar khadi hai
doli saji hui dwaar khadi hai
jiska vivah rachaya jaye
beti kaha abhi itni badi hai
beti kaha abhi itni badi hai
aaj hi le jayega wida kar
aaj hi le jayega wida kar
dulhe ne ye zid pakadi hai
beti puchhe babul se
are bhejne ki kya jaldi padi hai
beti puchhe babul se
are bhejne ki kya jaldi padi hai