Jinke Hriday Shri Ram Base Lyrics
tvmev mata ch pita tvmev tvmev bandhu ch sakha tvmev tvmev vidhya drvidam tvmev tvmev sarvm mamdev dev jinke hriday shri ram base tum aur ko naam liyo na liyo jinke hriday shri ram base tum aur ko naam liyo na liyo jinke hriday shri ram koi maange kanchan ki kaya koi maang raha prabhu se maya koi punay kare koi daan kare koi daan ka roz bakhan kare jin kanya dhan ko daan diyo jin kanya dhan ko daan diyo un aur ko daan diyo na diyo jinke hriday shri ram base koi ghar mein baitha naman kare koi hari mandir mein bhajan kare koi ganga jamuna snaan kare koi kashi ja ke dhyan dhare jin maat pita ki sewa ki jin maat pita ki sewa ki un tirath snaan kiyo na kiyo jinke hriday shri ram base tum aur ko naam liyo na liyo jinke hriday shri ram