Kabul Fiza (Remix) Lyrics
ye safar ye imthiha, bezuba meri dasta
  jeene ka ye hai fhalsafa
  gam me bhi khushiyo ki sada, hai yaha
  jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda
  khoyi si hai yaha sab ki dua
  kabul fiza ye hai kabul fiza
  
  lamho me jeene ka nisha, khwaabo me dundhe aashiya
  har ek najar har dil hai tanha
  soyi hui aakho ka sapna, hai yaha
  jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda
  khoyi si hai yaha sab ki dua
  kabul fiza ye hai kabul fiza
  
  haa khuda ke bande hum, khuda ke sajde me gam
  khuda ki rehmat ki dhun, gate hai hum aur tum
  oh khuda ki mehfil mei aa, khuda ko apna bana
  dekh kaise khuda banaye tujhko
  aakhir se insaan khoya kaha
  teri zamin tera jaha, hai yaha
  kabul fiza ye hai kabul fiza
  dekho zara ye hai kabul fiza
  teri jami tera hai jaha
  kabul fiza ye hai kabul fiza
  jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda
  khoyi si hai yaha sab ki dua
  kabul fiza ye hai kabul fiza