Banjar Ret Hai, Zamin Banjar Hai Lyrics
banjar ret hai, zameen banjar hai
  banjar aasmaan, ye ghar banjar hai
  banjar ret hai, zameen banjar hai
  banjar aasmaan, ye ghar banjar hai
  banjar dil ye nain banjar
  banjar nain ke aansu banjar hai
  
  is banjar shaher ke dil mein
  dhundhu main gili mitti ka manjar
  is banjar shaher ke dil mein
  dhundhu main gili mitti ka manjar
  
  banjaar lamhaa hai, waqt banjar hai
  banjar waqt si ye raat banjar hai
  banjaar lamhaa hai, waqt banjar hai
  banjar waqt si ye raat banjar hai
  banjar raat, khwaab banjar
  chand taaron ka saath banjar hai
  
  is banjar shaher ke dil mein
  dhundhu main gili mitti ka manjar
  is banjar shaher ke dil mein
  dhundhu main gili mitti ka manjar
  ho o manjar
  
  banjar ret banjar zamino ke is daur mein
  banjar man, banjar dhadkano ke is shor mein
  banjar ehsaas mein, banjar saanso mein
  ek safar zaruri banta hai
  jo dilo ke dam pe chalta hai
  ek safar zaruri banta hai
  jo dilo ke dam pe chalta hai
  
  is banjar shaher ke dil mein
  dhundhu main gili mitti ka manjar
  is banjar shaher ke dil mein
  dhundhu main gili mitti ka manjar
  is banjar shaher ke dil mein
  dhundhu main gili mitti ka manjar
  is banjar shaher ke dil mein
  dhundhu main gili mitti ka manjar
                            
                            
                        