Kash Ye Pyaar Na Hota (Female) Lyrics

aankh na milti, paas na aate chahat ka ijhaar na hota kash ye pyaar na hota kash ye pyaar na hota kash ye pyaar na hota aankh na milti, paas na aate chahat ka ijhaar na hota kash ye pyaar na hota kash ye pyaar na hota kash ye pyaar na hota raah paraayi jo apnayi dur huyi apani manjil aaya wo tufaan ke jisame dub gaya dil ka saahil bhul na hoti, hamse jo aisi jivan ek majhdhaar na hota kaash ye pyaar na hota kaash ye pyaar na hota kaash ye pyaar na hota ashqo se jo mit na paaye daaman par woh dag laga hamko kitni der me sabkuch khone ka ehsaas huwa pachtaave ki aag na jalati sine me armaan na hota kaash ye pyaar na hota kaash ye pyaar na hota kaash ye pyaar na hota aankh na milti, paas na aate chaahat kaa ijhaar na hota kaash ye pyaar na hota kaash ye pyaar na hota kaash ye pyaar na hota