Tere Bina Jina Nahee, Jina Nahee Saathiya Lyrics
tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya ae hasina, naaznina tu hain kahan tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya mehaki fizaye, thandi hawaye tujhko bula rahi hain chaahat me teri kaliya chaman ki, raahe saja rahi hain mehaki fizaye, thandi hawaye tujhko bula rahi hain chaahat me teri kaliya chaman ki, raahe saja rahi hain jaane jaana, kuch bata na, tu hain kaha tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya in waadiyo me dil ki sadaye, gunji hain is tarah se chaahat ka naam likha hua ho, sadiyo se jis tarah se in waadiyo me dil ki sadaye, gunji hain is tarah se chaahat ka naam likha hua ho, sadiyo se jis tarah se yu sata na, ab to aana, tu hain kaha tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya ae hasina, naaznina tu hain kahan tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya tere bina jeena nahi saathiya o saathiya hmmm saathiya