Sabr Kar Lyrics
sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar
  der hain andher nahi maula ke ghar
  der hain andher nahi maula ke ghar
  sabr kar sabr kar  sabr kar sabr kar
  na baith ummede chhod ke woh tujhko dega todke
  tere karmo ka phal laga hain jis jis shakh par
  sabr kar sabr kar  sabr kar sabr kar 
  der hain andher nahi maula ke ghar
  sabr kar sabr kar  sabr kar sabr kar 
  
  jo jab hona hain tab hona hain itni jyada fikra na kar
  tere dil ka haal woh jaane hotho se tu jikra na kar
  abhi waqt nahi tere saath mein hain intejaar tere haath mein
  waqt aane par hi teri manzil hogi hamsafar
  sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar
  der hain andher nahi maula ke ghar
  sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar
  
  teri mehnat sachhi hain toh tu bhi safal ho jaayega
  tu bhi safal ho jaayega
  sach hoga tera sapna har aansu kho jaayega
  har aansu kho jaayega
  teri mehnat sachhi hain toh tu bhi safal ho jaayega
  sach hoga tera sapna har aansu kho jaayega
  kya hua abhi joh dhoop hain
  yeh bhi jeevan ka roop hain
  barasna hain kab tujhpar badal ko hain khabar
  sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar 
  der hain andher nahi maula ke ghar
  sabr kar sabr kar sabr kar sabr kar