Sharmila (I Love You) Lyrics
aankhe milakar lut liya dil pagal tune kar dala aankhe milakar lut liya dil pagal tune kar dala sharmila ho sharmila i love you ho sharmila i love you ho sharmila i love you ho sharmila aankhe mila kar lut liya dil pagal tune kar dala mere raja ho mere raja i love you o mere raja sara zamana ye kahta hai tune mujhe diwana kar diya hai har pal yad tujhe hi karta hu baki sab kuch bhul gaya hu meri jan hai tu tu hai mera junu ab mai tere bina haye kaise jiyu o tune kya jadu kar diya sharmila ho sharmila i love you ho sharmila aankhe mila kar lut liya dil pagal tune kar dala kaisa hal hua hai tumse milke ab rate gujre tare gin gin ke nache mera dil jab tum aate ho dil rota hai jab tum jate ho meri aankho me tu meri sanso me tu in hawao me tu in ghatao me tum khushiyo se jiwan bhar diya mere raja ho mere raja i love you o mere raja aankhe milakar lut liya dil pagal tune kar dala bin tere jina bhi kya hai jina aise jahar judai ka peena mai pal pal marta hu jeeta hu bas yad tujhe karta hu rota hu hamko chahat ka kya mila ye sila kya khata hamne ki jo mili ye saja ho kaisa mukaddar hai mila sharmila ho sharmila i love you ho sharmila i love you ho sharmila i love you ho sharmila