Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai Lyrics

dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai us dariche mein bhi ab, koi nahi aur hum bhi us dariche mein bhi ab, koi nahi aur hum bhi sar jhukaye huye chupchap guzar jaate hai raasta roke khadi hai, yahi uljhan kabse raasta roke khadi hai, yahi uljhan kabse koi puchhe to kahe kya, ke kidhar jaate hai zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai naram aawaaz, bhali baate, muhazzab lahje naram aawaaz, bhali baate, muhazzab lahje pahli baarish mein hi, ye rang utar jaate hai pahli baarish mein hi, ye rang utar jaate hai dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai