Khoya Khoya Tha, Duniya Ki Raho Me Lyrics

aag kabhi kabhi roshni, kahin kahin shor rone ke kahin aag aag kahin dhuaan dhuaan kabhi aas paas kabhi yahaan wahaan kabhi shor ho tum kabhi moan ho tum kaun ho tum khud se anjaan hoon main, khud se begana dard se gaherein soch se unche pyar se ujle naksh tumhare zahen me mere dhundle dhundle khud se anjaan hoon main, khud se begana kya dekhti hai tumhari, nazar mujhko batana khud se anjaan hoon main, khud se begana kya dekhti hai tumhari, nazar mujhko batana khud se anjaan hoon main, khud se begana kya dekhti hai tumhari, nazar mujhko batana do ankhe hai, ankhon me kya hai ek chehra hai, kiska chehra hai pucho apne dil se pucho, pucho hawaon se khoya khoya tha, duniya ki raho me tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me khoya khoya tha, duniya ki raho me tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me khoya khoya sa tumhe naam diya hai maine ek, tumhe shakal de raha hoon main ab masum nazar bhola chehra, haste huwe lab ek shabd ho tum koi sach ho tum, ya uljha hua khayal ho, filhaal tum ek sawaal ho kya hua, hua kya aise, kaisi yeh hulchul hai badla hua hai, tere aane se jahaan kuch na kaho tum, kyun na kahoon main kho na jaun teri, bato ki bahon me khoya khoya tha, duniya ki raho me tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me khoya khoya sa jiski tasveer nigahon me, tasveer me dekhe rang kayi rango me mausam bahaar ka, teri jeet ka meri haar ka inkaar ka intezaar ka, ikraar ka takraar ka bhiga sa ek rang pyar ka kya ho tum, ye tum batao tum ne kya jana hai jana ke tum ho, chalo jana toh sahi ab to batao, yun na satao ho na jaye jo na socha khayalo me khoya khoya tha, duniya ki raho me tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me khoya khoya tha, duniya ki raho me tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me khoya khoya sa khud se anjaan hoon main, khud se begana kya dekhti hai tumhari, nazar mujhko batana do ankhe hain, ankhon me kya hai ek chehra hai, kiska chehra hai pucho apne dil se pucho, pucho hawaon se khoya khoya tha, duniya ki raho me tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me khoya khoya tha, duniya ki raho me tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me khoya khoya sa teri sadgi anmol hai, kirdaar bemisaal hai tu joh bhi hai lajawaab hai, tu khayaal hai ya ek sawaal hai tere samne joh bhi ayega, use tujhse pyar ho hi jayega