Mere Wajud Me Tu Kash Yu Utar Jaye (Duet) Lyrics

?mere wajud me tu kaash yun utar jaye mere wajud me tu kaash yun utar jaye mere wajud me tu kaash yun utar jaye main dekhu aaina mai dekhu aaina aur tu mujhe nazar aaye mere wajud me tu kaash yun utar jaye mere wajud me tu kaash yun utar jaye main dekhu aaina main dekhu aaina aur tu mujhe nazar aaye mere wajud me tu kaash yun utar jaye mere wajud me tu kaash yun utar jaye tujhko hi sochu jab bhi main sochun tujhko hi pujun tujhko hi chaahun tujhko hi sochu jab bhi main sochun tujhko hi pujun tujhko hi chaahun hontho pe chhaye tu nagma banke hontho pe chhaye tu nagma banke jab bhi kabhi kuch bhi gungunaau jab bhi kabhi kuch bhi gungunaau teri hi baahon me teri hi baahon me bas zindagi guzar jaye mere wajud me tu kash yun utar jaye mere wajud me tu kash yun utar jaye na jaane tujhme kaisi kashish hai tujhse kabhi dil bharta nahi hai na jaane tujhme kaisi kashish hai tujhse kabhi dil bharta nahi hai chhod ke tujhko pal bhar kabhi bhi chhod ke tujhko pal bhar kabhi bhi jaane ko man kahi karta nahi hai jaane ko man kahi karta nahi hai ae kaash waqt bhi ae kaash waqt bhi bas yahi thahar jaaye mere wajud me tu kash yun utar jaye mere wajud me tu kash yun utar jaye main dekhu aaina main dekhu aaina aur tu mujhe nazar aaye mere wajud me tu kash yun utar jaye mere wajud me tu kash yun utar jaye mere wajud me tu kash yun utar jaye mere wajud me tu kash yun utar jaye