Shaayar Shaayar, Dil Meraa Hain Shaayar Lyrics
shaayar shaayar, shaayar shaayar 
  shaayar shaayar, shaayar shaayar
  dil meraa hain shaayar, shaayari karta hain 
  dil meraa hain shaayar, shaayari karta hain 
  bhul gaya hain mujhko, bas tum pe marta hain 
  dil meraa hain shaayar, shaayari karta hain 
  bhul gaya hain mujhko, bas tum pe marta hain 
  tumse shuru tumpe khatam hoti hain iski shaayari
  tumse shuru tumpe khatam hoti hain iski shaayari 
  ha dil mera hain shaayar shaayari karta hain
  bhul gaya hain mujhko, bas tum pe marta hain
  tumse shuru tumse khatam hoti hain iski shaayari
  
  shaayar shaayar, shaayar shaayar
  shaayar shaayar, shaayar shaayar
  khaamoshiyo ki jubaan se yeh toh
  karke ishaare, karke ishaare, karke ishaare re
  armaano ke aashiya se bas tujhe hi pukaare
  tujhe pukaare, tujhe pukaare re
  lamha lamha tujhko chaahe 
  lamha lamha tujhko chaahe, dard naa jaane re
  baajuo me tere aksh ko bharta hain
  bhul gaya hain mujhko, bas tumpe marta hain 
  baajuo me tere aksh ko bharta hain
  bhul gaya hain mujhko, bas tumpe marta hain
  tumse shuru tumpe khatam hoti hain iski shaayari
  tumse shuru tumpe khatam hoti hain iski shaayari 
  
  har dil jise gaata hain, ishk mai aisi shaayari 
  har dil jise gaata hain, ishk mai aisi shaayari 
  shaayar shaayar, shaayar shaayar
  shaayar shaayar, shaayar shaayar
  har panne pe naam teraa yeh toh likhta hi jaaye
  likhta hi jaaye likhta hi jaaye re
  maane nahi kehna meraa, yeh dhadakta hi jaaye
  dhadakta hi jaaye, dhadakta hi jaaye re
  har dhadkan hain pyaasi pyaasi
  har dhadkan hain pyaasi pyaasi, haal bura hain re
  bas judaayi waale wakt se darta hain
  bhul gaya hain mujhko, bas tumpe marta hain
  bas judaayi waale wakt se darta hain
  bhul gaya hain mujhko, bas tumpe marta hain
  tumse shuru tumse khatam, hoti hain iski shaayari
  dil mera hain shaayar shaayari karta hain
  bhul gaya hain mujhko, bas tumpe marta hain
  tumse shuru tumse khatam hoti hain iski shaayari 
  tumse shuru tumse khatam hoti hain iski shaayari
                            
                            
                        