Ki Kara Mai Ki Kara (Duet) Lyrics
narmiyon ki baat hain garmiyon ka saath hain narmiyon ki baat hain garmiyon ka saath hain maikashi main dubi sari qaynat hain dil hai tumse aashna dil hai tumse aashna ki kara main ki kara ki kara main ki kara ki kara main ki kara dil hai tumse aashna dil hai tumse aashna ki kara main ki kara ki kara main ki kara ki kara main ki kara dil hai tumse aashna hain tumse bawasta, khaabo ka banjara reh reh ke bajta hain, dhadkan ka ektara hey ye furkat ki baate, baato ki gehrai gehrai main dekhi, chahat ki parchhayi ye labo ki surkhiya, surkhiya jawa jawa ye labo ki surkhiya, surkhiya jawa jawa ishq bhi rawa rawa ishq bhi rawa rawa ki kara main ki kara ki kara main ki kara ki kara main ki kara dil hai tumse aashna suni raato me, jale tan dhire dhire tan jale dhire dhire, kya karu suni raato me zarra zarra man ka, bechain sa rehta hain tera pyar sanam ab to, rag rag me behta hain ho kaandhe pe sar rakh ke sone ko ji chahe ha teri mohabbat me khone ko ji chahe halki halki sardiyan, uspe garm joshiyan halki halki sardiyan, uspe garm joshiyan uth raha dhuan dhuan uth raha dhuan dhuan ki kara main ki kara ki kara main ki kara ki kara main ki kara dil hai tumse aashna ki kara main ki kara ki kara main ki kara ki kara main ki kara dil hai tumse aashna ki kara main ki kara ki kara main ki kara ki kara main ki kara dil hai tumse aashna