Ki Kara Mai Ki Kara Lyrics

narmiyon ki baat hain garmiyon ka saath hain narmiyon ki baat hain garmiyon ka saath hain maikashi main doobi sari qaynaath hain dil hai tumse aashina dil hai tumse aashina ki kara main ki kara, ki kara main ki kara ki kara main ki kara, dil hain tumse aashina o dil hain tumse aashina ki kara main ki kara, ki kara main ki kara ki kara main ki kara, dil hain tumse aashina yaar hai dildar hai dildar hai tu pyar hai tu pyar re yaar hai dildar hai dildar hai tu pyar hai tu pyar re ye fursat ke lamhe lamho ki saugaate ye sukhe saaye me khushbu ki barsaate ye shabanam ke angaare angaaro me paani hoti hai sihran si rut ki hai beimaani uff ye bekarariya uspe ye khumaariya uff ye bekarariya uspe ye khumaariya chhedati hai sokhiya humm chhedati hai sokhiya ki kara main ki kara, ki kara main ki kara ki kara main ki kara, dil hain tumse aashina sili raato me jale tan dheere dheere tan jale dheere dheere kya karu sili raato me yaar hai dildar hai dildar hai tu pyar hai tu pyar re khaali dil ka kamra kamre me khamoshi khaamoshi me bikhri chaahat ki madhoshi ye mahki si tanhaayi ye baaho ke ghere baaho ke ghere me armaan tere mere hai nigaaho se bayaa aadhi aadhi daastaan hai nigaaho se bayaa aadhi aadhi daastaan duriya na darmiyaa duriya na darmiyaa ki kara main ki kara, ki kara main ki kara ki kara main ki kara, dil hain tumse aashina ki kara main ki kara, ki kara main ki kara ki kara main ki kara, dil hain tumse aashina ki kara main ki kara, ki kara main ki kara ki kara main ki kara, dil hain tumse aashina