Dil Na Kabhee Kisee Ka Torna Lyrics
dil na kabhee kisee ka torna
  
  dil na kabhee kisee ka torna, dena na saja piyar kee
  oh mere dil kee dharkan, too badlee mai hu sawan
  kabhee hona na juda, yeh sangam tute na kabhee bandhan tute na
  
  piyar kee raaho par, milake chale sathee
  eshk kee aatish me, dono jale sathee
  tere dam say yeh najare, tere gham hee mujh ko piyare
  yeh milan na torna
  
  itnay karib aao, ham se jale duniya
  tum na yakin karna khafa hona, kuchh bhee kahay dunya
  kabhee najare na churana, meraa piyar na bhulana
  too na hona bewafa, tujhe dil ka wasta na badalna rasta
  
  chaha tujhako chaha, yehi dastan meray piyar kee
  maana tuhjako maana, teree bandagi meree jindagee
                            
                            
                        