Too Sapana Hain Ya Hakikat Lyrics
too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata - (2)
  too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata
  aaisa lagat hain maine kahee -2 pehle bhee hain tujhe dekha
  too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata
  too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata
  
  hasin wadiyo kee khushbu hain too
  parvat ke jharno kee jhar jhar hain too
  rangin fijao ka chhalka nasha, dilkash najaro ka jadu hain too
  too manjil hain ya karvan pehle bhee hain tujhe dekha
  too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata
  too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata
  
  ghata hain ke julfen pareshan hain too
  adaon se khud apanee nadan hain too
  too chand jo rat roshan kare, tammana bhee too dil ka arman bhee too
  too hain paree ya apasara, too git hain ek madbhara
  pehle bhee hain tujhe dekha
  too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata
  too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata
  aaisa lagta hain maine kahee -2 pehle bhee hain tujhe dekha
  too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata
  too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata
                            
                            
                        