Kya Roop Salona Hai (Sawaal) - Kya Tumse Kahun (Jawaab) Lyrics
?kya roop salona hai kya roop salona hai kya mast jawani hai kya roop salona hai kya mast jawani hai itna to bata de tu itna to bata de tu kis desh ki rani hai itna to bata de tu kis desh ki rani hai itna to bata de tu kis desh ki rani hai kya tumse kahu mujhpe kya tumse kahu mujhpe kyun mast jawani hai kya tumse kahu mujhpe kyun mast jawani hai kya tumse kahu mujhpe kyun mast jawani hai is meri jawani me is meri jawani me panjab ka pani hai is meri jawani me panjab ka pani hai is meri jawani me panjab ka pani hai ithla ke tera chalna bal khake tera rukna ithla ke tera chalna bal khake tera rukna ye chaal teri janam ye chaal teri janam maujo ki rawani hai ye chaal teri janam maujo ki rawani hai ye chaal teri janam maujo ki rawani hai ithla ke na kyun niklu bal khake na niklu ithla ke na kyun niklu bal khake na niklu rag rag me abhi mere rag rag me abhi mere bijli ki rawani hai rag rag me abhi mere bijli ki rawani hai rag rag me abhi mere bijli ki rawani hai ye roop ye ranaai ye pyar bhari sokhi ye roop ye ranaai ye pyar bhari sokhi hai mahal naya lekin hai mahal naya lekin buniyaad purani hai hai mahal naya lekin buniyaad purani hai hai mahal naya lekin buniyaad purani hai kamjor wahi hogi jo chij nayi hogi kamjor wahi hogi jo chij nayi hogi majbooti usi me hai majbooti usi me hai jo chij purani hai majbooti usi me hai jo chij purani hai majbooti usi me hai jo chij purani hai khush rang kali ho ya khilta hua guncha ho khush rang kali ho ya khilta hua guncha ho bazar ki koi se bazar ki koi se ghar me nahi lani hai bazar ki koi se ghar me nahi lani hai bazar ki koi se ghar me nahi lani hai sab jaan ke bhi kuch log bazaro me firte hain sab jaan ke bhi kuch log bazaro me firte hain daulat bhi gawani hai daulat bhi gawani hai izzat bhi gawani hai daulat bhi gawani hai izzat bhi gawani hai daulat bhi gawani hai izzat bhi gawani hai shishe ke badan walo patthar ki ye nagri hai shishe ke badan walo patthar ki ye nagri hai yaha dard bhi sahna hai yaha dard bhi sahna hai aur chot bhi khani hai yaha dard bhi sahna hai aur chot bhi khani hai yaha dard bhi sahna hai aur chot bhi khani hai kyun fikr ho choto ki zakhmo se dare kyun hum kyun fikr ho choto ki zakhmo se dare kyun hum patthar ki hi nagri me patthar ki hi nagri me jab umr bitani hai patthar ki hi nagri me jab umr bitani hai patthar ki hi nagri me jab umr bitani hai kya roop salona hai kya roop salona hai kya mast jawani hai kya roop salona hai kya mast jawani hai kya roop salona hai kya mast jawani hai is meri jawnai me panjab ka pani hai kya roop salona hai kya mast jawani hai is meri jawnai me panjab ka pani hai