Apne Chehre Se (Sawaal) - Bhulkar Chehre Se (Jawaab) Lyrics
?sabko dikhlati ho jo sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana sabko dikhlati ho humko bhi wahi apne chahre se hay apne chehre se ye chilman to zara sarkana apne chehre se ye chilman to zara sarkana apne chehre se ye chilman to zara sarkana bhulkar chehre se bhulkar chehre se ghunghat na mera sarkana bhulkar chehre se ghunghat na mera sarkana bhulkar chehre se ghunghat na mera sarkana hosh ud jayenge hosh ud jayenge ho jayega tu diwana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana ek muddat se ye hai meri jane man chand se chehre ko dekhu main hatakar chilman bhul kar rukh se mere tu na hatana chilman warna badh jayegi teri kuch aur bhi uljhan e meri jane nazar char to ka lene de chand se chehre ka didaar to kar lene de dil ki hasrat ko yun hi dil me daba rahne de chand se chere ko ghunghat me chhupa rahne de chand se chere ko ghunghat me chhupa rahne de chand se chere ko ghunghat me chhupa rahne de lab pe fir aisi tamnna na kabhi tum lana hosh ud jayenge hosh ud jayenge ho jayega tu diwana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana husn sola hai mera tujhko jala dalega kas ki tarhas diwana bana dalega e meri jaan chaman sola badan aa jao kab se deta hai sada tera sajan aa jao khairiyat chaho agar meri nashihat mano mujhse uljho na kabhi mujhse ladai thano baat kya aisi hai mujhko badi ahirani ek jhalak ke liye kaisi ye pareshani ek jhalak ke liye kaisi ye pareshani ek jhalak ke liye kaisi ye pareshani main to aashiq hu tera main to aashiq hu tera mujhse kya hai sarmana main to aashiq hu tera mujhse kya hai sarmana main to aashiq hu tera mujhse kya hai sarmana chij wo achi hai to fir usko chupana kaisa husn ko ishq ki nazro se bachana kaisa laakh kar le tu jatan uth nahi sakta parda rukhe rangeen se ab hat nahi sakta parda apne aashiq se na kar is tarah aanakani kahi nukshan na pahuncha de nadani mujhse kya payega koi karke aanakani mere aage nahi chalti kisi ki saitani mere aage nahi chalti kisi ki saitani mere aage nahi chalti kisi ki saitani isliye bhul ke kabhi na mujhse takrana hosh ud jayenge e hosh ud jayenge ho jayega tu diwana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana mere jalwo ki tamnna jo koi karta hai dekhkar jalwe ko bemaut wahi marta hai mana ki husn mera wark hai chingari hai soke didaar ka hum pe bhi junu taai hai jal rahe husn ko tum dekh nahi paoge waqt se pahle hi duniya se chale jaoge sun ke ye baat tamnna pe bahaar aai hai soke didaar ne fir dil me li angdaai hai soke didaar ne fir dil me li angdaai hai soke didaar ne fir dil me li angdaai hai jane man dheere se jane man dheere se pahlu me zara aa jana jane man dheere se pahlu me zara aa jana jane man dheere se pahlu me zara aa jana bhulkar chehre se bhulkar chehre se ghunghat na mera sarkana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana sabko dikhlati ho jo sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana hosh ud jayenge ho jayega tu diwana