Om Hari Om (Vishnu Puran) Lyrics
om hari om hari sumiran sukhdayi sukhdayi hari sumiran sukhdayi sukhdayi hari sumiran sukhdayi paap vinashini puja prabhu ki paap vinashini puja prabhu ki bhakti mein shakti samaayi hari sumiran sukhdayi sukhdayi hari sumiran sukhdayi hiranyaaksh ne har ke hatho maar ke mukti payi hua asur samrat hirankashyap uska ladhu bhai putr hirankashyap ka tha pahlaad sabhi ka pyara jiske man mein bahi param paawan hari bhakti ki dhaara ho gaye pryatn sabhi nishphal pahlaad ka aant na ho paya apne bete ka vadh karne tab svyam hirankashyap aaya kan kan mein hari samaye hai we bina bulaye aate hai kan kan mein hari samaye hai we bina bulaye aate hai bhakton par jab sankat aata we wahi prakat ho jate hai bhajman narayan bhajman narayan narayan hari hari narayan narayan hari hari danavpati parhlaad par karne chala prhaar tabhi khamb ko chirkar hua nrisingha awtaar na pashu hai na manushay hai vichitr ye rahsay hai vichitr ye rahsay hai na astr hai na sastr hai nrisingh prabhu nirastr hai nrisingh prabhu nirastr hai na din ahi aur na raat hai tumir aur jyoti sath hai na sury chandr ki kiran na jal na thal na hai gagan na jal na thal na hai gagan vasundhara ke vaksh si deh ri pitaksh ki apni chaal pe rakha sharir daanvendar ka nakhu se vaksh phaad ke nakhu se vaksh phaad ke hirankashyap ka vadh kiya bhakat ki raksha karne jo narsingh roop dhare wahi prabhu dukh ke sagar se sabko paar kare vishnu puran sune jo koi wo bhavsindhu tare keshav kripa sindh karunamay jai jagdish hare gaao re gun gaao hari ke jo dukh door kare hare gaao re gun gaao hari ke jo dukh door kare hare jai jagdish hare hare jai jagdish hare