Chandani Hai Khoyi Khoyi Lyrics
chandni hain khoyi khoyi, raat bhi hai soyi soyi nind mere dil ko aye na chandni hain khoyi khoyi, raat bhi hai soyi soyi nind mere dil ko aye na deewana mausam hai deedar ka, mastana aalam hain ikrar ka zara fasla ab saha jaye na, nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na deewana mausam hain deedar ka, mastana alam hain ikrar ka zara fasla ab saha jaye na, nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na chandni hain khoyi khoyi, raat bhi hain soyi soyi nind mere dil ko aye na mohabbat ki wadi mehakne lagi, machalne lage jismo jan kashish arzuo ki aisi jagi, utha chahto ka dhuan mit jaye duriyon ka gam, adhro ko chum lo sanam tumko hain meri kasam, jane ja mauka hain ijhahar ka mastana alam hain ikrar ka, zara fasla ab saha jaye na nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na chandani hain khoyi khoyi, raat bhi hain soyi soyi nind mere dil ko aye na uthau nazar ya jhukao nazar, tujhe sirf dekha karu mehkati mehkati yeh shamo sehar, teri rangto se bharu khwahish ka rang roop hun, bikhri huyi chhav dhoop hun mujhme hain har jado, sheydai ashiq hu dildar ka mastana alam hain ikrar ka, zara fasla ab saha jaye na nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na chandani hain khoyi khoyi, rat bhi hain soyi soyi nind mere dil ko aye na chandani hain khoyi khoyi, rat bhi hain soyi soyi nind mere dil ko aye na deewana mausam hain deedar ka, mastana alam hain ikrar ka zara fasla ab saha jaye na nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na