Batoo Kis Tarah Tumako Lyrics
btau kis tarah tumako meri najaron mein kya tum ho

jo maine rab se mangi hai hamesha wo duwa tum ho
batao kis tarah tumako meri najaron mein kya tum ho
mili hai pyaar ki daulat use pakar nahi khona
mere mehboob tum mujhase kabhi naraaj mat hona
main mar jaau agar mehsoos ho mujhse khafa tum ho
jo maine rab se maangi hai hamesha woh duwa tum ho
btau kis tarah tumako meri najaron mein kya tum ho
kisine jo kiya na ho lo woh kaam main karata hoon
main apna dil main apani jaan tumhaare naam karata hoon
main pyasa ek dariya hoon baras jaao ghata tum ho