Pyar Agar Hai Koi Bhool Lyrics
pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul baar baar ho ye kushur, saja-e-maut bhi hain manjur baar baar ho ye kushur, saja-e-maut bhi hain manjur pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul chaand me chahe daag ho jitane chakor kahata usko apne chaand me chahe daag ho jitane chakor kahata usko apne ghatata ho bhala chanda kuchh din chaandani fir bhi hain manbhawan ghatata ho bhala chanda kuchh din chaandani fir bhi hain manbhawan chaandani fir bhi hain manbhawan pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul mujhko kyun tanhai dansegi, apni ulfat rang layegi mujhko kyun tanhai dansegi, apni ulfat rang layegi do dil pyar ke mil ke rahenge jeet pyar ki ho ke rahegi do dil pyar ke mil ke rahenge jeet pyar ki ho ke rahegi jeet pyar ki ho ke rahegi ha maine pyar kiya, na koi gunah kiya ha maine pyar kiya, na koi gunah kiya ha maine pyar kiya, na koi gunah kiya ha maine pyar kiya, na koi gunah kiya