Na Inka Rang Asli Hai Na Inka Roop Asali Hai Lyrics
na inka rang asli hai na inka rup asli hai ye bambai hai hasino ki yaha har chiz nakli hai na inka rang asli hai na inka rup asli hai ye bambai hai hasino ki yaha har chiz nakli hai na inka rang asli hai na inka rup asli hai pahan kar bhai ki lungi chali hai sair ko bahna meri mano to tum aisi bala se dur hi rahna chipak kar rah gayi tango se ye patlun angreji ye kapde aise pahne hai ke jaise kuch nahi pahna lage hai is ko par jhuthe ye dhokhe baz titli hai ye bambai hai hasino ki yaha har chiz nakli hai na inka rang asli hai na inka rup asli hai laga ke surkhi or lali kiya hai lal galo ko banaya ghosla chidiyo ka apne sir ke balo ko na iski aankh me jadu na isko chal me masti bana dala hai andha isne sare aankh walo ko ye bahar se hai narangi magar andar se imli hai ye bambai hai hasino ki yaha har chiz nakli hai na inka rang asli hai na inka rup asli hai ye nakhre aise karti hai ke jaise chini gudiya hai magar najdik se dekho to ye paishath ki pudiya hai pati bhi iska ghabrata hai ghar wale bhi darte hai na ud jaye kahi hatho se ye sone ki chidiya hai ye surat se lage devi magar aafat ki putli hai ye bambai hai hasino ki yaha har chiz nakli hai na inka rang asli hai na inka rup asli hai ye bambai hai hasino ki yaha har chiz nakli hai na inka rang asli hai na inka rup asli hai