Khwabo Me Lyrics
khawabo me ek chehra 
  aata hai kho jata hai
  khawabo me ek chehra 
  aata hai kho jata hai
  kabhi apna sa lgta hai 
  kabhi begana ho jata hai
  khawabo me ek chehra 
  aata hai kho jata hai
  
  jane kaisi chali hawa dil ko jo chhu gayi 
  kah gayi mujhse tum ho yahi pe kahi
  aashiqi ye meri kah rahi hai mujhe jake usko 
  gle se laga dhundh launga mai agar bata de koi
  kis jaha me hai uska pta 
  sanso me ek tufan uthta hai 
  so jata hai
  kabhi apna sa lgta hai
  kabhi begana ho jata hai
  khawabo me ek chehra
  aata hai kho jata hai
  
  mana tumhe dekha nahi phir bhi hai ye yakin
  jane jana miloge tum humse kabhi na kabhi 
  jb milenge tumhe tumse wada hai ye
  thaam lenge tumhe kis kadar, sanse tham jayengi
  waqt ruk jayega hoga chahat ka aisa asar
  sochoge hai pyar kya 
  ye dil kisi pe kyo aa jata hai
  kabhi apna sa lgta hai
  kabhi begana ho jata hai
  khawabo me ek chehra
  aata hai kho jata hai
                            
                            
                        