Meri Jindagi Me Koi Aanewala Hai Lyrics
meri jindagi mein koi aanewaala hai aanewaala hai
  teri jindagi se koi jaanewaala hai jaanewaala hai
  dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan
  
  dil tera bachaale re mujhse dil chhupaa le re
  nazre meri dhundein tujhe aa apna banaale re
  arsh se tutke jam sa gaya waqt jaise yahaan tham sa gaya
  dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan
  
  teri aankhon mein darr  jaane hai kyun
  jine ki chaah mein marta hai kyun
  ho jaaye kab kya haadsa harkate aisi karta hai kyun
  tu bhi chor hai main bhi chor hoon
  tu hai khaamosh main shor hoon
  dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan
  
  meri jindagi mein koi aanewaala hai aanewaala hai
  teri jindagi se koi jaanewaala hai jaanewaala hai
  dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan
  elaan elaan elaan