Dil Ki Dhadkan Lyrics
dil ki dhadkan kya bole sun
  tum mere kya lagte ho
  kyu tum meri hi palko me
  sapna ban ke sajte ho
  saajna, o saajna ha
  saajna, kuch to bolo na
  dil ki dhadkan kya bole sun
  tum mere kya lagte ho
  saajna, o saajna ha
  saajna, kuch to bolo na
  
  anjana sa rishta hai ye
  mitha mitha pyara pyara
  accha lagta hai kya bolo
  tumko bhi ye sath humara
  bolo na, bolo na
  kuch to bolo bolo na
  dil ki dhadkan kya bole sun
  tum mere kya lagte ho
  saajna, o saajna ha
  saajna, kuch to bolo na
  
  jab aankho ko khwaab diye hai
  chaahat ka paigaam bhi de do
  tum chaaho to, is rishte ko
  accha sa ek naam bhi de do
  bolo na, bolo na
  kuch to bolo bolo na
  dil ki dhadkan kya bole sun
  tum mere kya lagte ho
  kyu tum meri hi palko me
  sapna ban ke sajte ho
  saajna, o saajna ha
  saajna, kuch to bolo na