Bhagam Bhag Lyrics
diwane hai diwane hai hum na hum hai kisi se bhi kam 
  tufa se apne irade chahe jo aazmale 
  hai kisi ke dil ke pass chura lenge hum usko aaj 
  faisle ki hai ye raat kaisi bhi ho bhagam bhag 
  bhagam bhag bhagam bhag 
  bhagam bhag bhagam bhag 
  bhagam bhag bhagam bhag 
  
  hum diljalo ke liye diljale hum manchalo ke liye manchale 
  hum diljalo ke liye diljale hum manchalo ke liye manchale 
  adaaye hamari hai sabhi se juda 
  hai kabhi koi dushman to koi dilruba 
  kisi ko gira de to kisi ko utha 
  kisi ko bana de to kisi ko mita 
  diwane hai diwane hai hum 
  na hum hai kisi se bhi kam 
  tufa se apne irade chahe jo aazmale 
  hai kisi ke dil ke pass chura lenge hum usko aaj 
  faisle ki hai ye raat kaisi bhi ho bhagam bhag 
  bhagam bhag bhagam bhag 
  bhagam bhag bhagam bhag 
  bhagam bhag bhagam bhag 
  
  kaha pe hai kya sab hame hai pata 
  na humse chupi hai koi bhi jagah
  kaha pe hai kya sab hame hai pata 
  na humsechupi hai koi bhi jagah
  jo hamne hai chaha wahi hai samne 
  magar ab hoga hamare hath me 
  na socha jo tumne wo kar jayenge 
  jo lena hai humko wo leke jayenge 