Kyo Ajkal Aksar Kahi Ud Jata Hai Lyrics

kyo aajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera kyo aajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera mujhe chhod kar wo kiske ghar ud jata hai ye man mera din kaise gujre jab ye pata ho, din kaise gujre jab ye pata ho aane hi wali hai sapno ki manjil, manjil pe koi apna milega manjil pe koi apna milega, tanha phir to yu rahega nahi dil pahle se hi pane ko wo manjil chala ye man mera kyo aajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera mujhe chhod kar wo kiske ghar ud jata hai ye man mera chutega aangan apne sabhi ye, chutega aangan apne sabhi ye kahta hai ham ho jayenge paraye itni khusi si kyu sab ko hai phir itni khusi si kyu sab ko hai phir man me sada ye hame samjhaye uljhan meri dekhe magar kuch na kare ye man mera kyo ajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera mujhe chhod kar wo kiske ghar ud jata hai ye man mera kyo ajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera mujhe chhod kar wo kiske ghar ud jata hai ye man mera