Ek Ped Humne Payar Ka Milke Lagaya Tha Kabhi Lyrics
ek ped humne payar ka milke lagaya tha kabhi aate jo phal to thik tha, woh na phale toh na sahi kuch na hue to na sahi, na bane to na sahi na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi ae zindagi har ek raaste se humne pukara tumhe, socha savara tumhe par tumko accha na laga, koi wada saccha na laga tum roothe ho ye socha kar, tum ko manayege magar ab humse roothi teri ye nazar agar na hase na sahi, na bane to na sahi na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi tum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun ye har ghadi aadhe adhure geet ki, ek tum kadi ek main kadi tum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun yeh har ghadi tumhe dekh ke lagta tha ye, tum ho bane mere vaaste milna hi tha humko magar, hum na mile to na sahi ho zindagi har gam har ek aansu hume apna banana aa gya har haal mai har daur mai hume muskurana aa gya har gam har ek aanshu hume apna banana aa gya gam hai bhi to rukna nahi, jeena hai to jhukna nahi ye zindagi koi khushi ab na bhi de to na sahi ae zindagi har ek raaste se humne pukara tumhe, socha savara tunhe par tumko accha na laga, koi wada saccha na laga tum roothe ho ye socha kar, tum ko manayege magar ab humse roothi teri ye nazar agar na hase na sahi, na bane to na sahi na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi