Haath Utha Ke Jara Gol Ghum Ja (Nakhre) Lyrics
haath utha ke zara gol ghum ja
  phulo wala gajra chude me saza
  hath utha ke zara gol ghum ja
  phulo wala gajra chude me saza
  mere sang mundiye nach ke dikha
  shadi jo kiya hai tune to ab nakhre bhi utha
  aaha shadi jo kiya hai tune to ab nakhre bhi utha
  
  haath utha ke zara gol ghum ja
  phulo wala gajra chude me saza
  mere sang mundiye nach ke dikha
  shadi jo kiya hai tune to ab nakhre bhi utha
  aaha shadi jo kiya hai tune to ab nakhre bhi utha
  
  nazre utha ke zara dekh sajna 
  nazre utha ke zara dekh
  nazre utha ke zara dekh sajna 
  nazre utha ke zara dekh
  main to hajaro me ek sajna 
  main to hajaro me ek 
  baaho me utha le seene se laga le 
  ab na kar ve bekarar
  chanda jaise mukhde pe bindiya laga 
  hire motiyo se jada har manga
  salma sitaro wali sadi pehna
  shadi jo kiya hai tune to ab nakhre bhi utha
  aaha shadi jo kiya hai tune to ab nakhre bhi utha
  
  din hai jawani ke char sajna
  din hai jawani ke char
  din hai jawani ke char sajna
  din hai jawani ke char
  hoga nahi intzaar sajna hoga nahi intzaar
  dhak dhak dole dil mera bole kar le tu mujhse pyar
  khali khali kamre me palang bichha
  duniya ki khushiya mujhpe luta
  chahto ki madira hotho se pila