Pyar Aaya Aur Jyada Lyrics

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya dekha jitni baar tumko dekha jitni baar tumko pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya ghadi do ghadi bas mere paas baitho deewana banake na jao pareshan hai dil sambhalna hai mushkil kasam hai na yu muskurao na pakdo kalayi oh tauba duhayi na aise mujhe tum satao koi dekh lega to wo kya kahega na chhedo hato dur jao socha jitni baar tumko socha jitni baar tumko pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya ye madhoshiya hai ye betabiya hai ye kya hai ye hum bhi na jane tumhe sirf chahe tumhe hi sarhahe koi kuchh kahe hum na mane ye mastana kajal ye julfo ka badal ye shaano pe jhukti nigahe ye hontho ki khushboo ye chehre ka jadu ye dil ko churati adaye chaha jitni baar tumko chaha jitni baar tumko pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya dekha jitni baar tumko dekha jitni baar tumko pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya pyar aaya