Jana, Jindagi Se Na Jana Lyrics
jana jindagi se na jana pyar ka ye khajana lut na jaye kahi
  jana ham rahenge tumhare hain jab tak sitare hain jab tak jami
  
  duniya sari dekar le lu main ek tera pyar ye pyar
  sathi ho jo tere jaisa kya karna sansar sansar
  jami hain kya jo tu kahe main chand pe tere sath chalu
  o o o jana zindagi se na jana pyar ka ye khajana lut na jaye kahi
  jana ham rahenge tumhare hain jab tak sitare hain jab tak jami
  
  mere jeewan main tere geeto ki jhankar jhankar
  tere sang main angaro par chalne ko taiyar taiyar
  tum dur ho hajar ghum tum pass ho toh mujhe hai khushi
  o o o jana zindagi se na jana pyar ka ye khajana lut na jaye kahi
  jana ham rahenge tumhare hain jab tak sitare hain jab tak jami
  
  jana ho o  jana jana
                            
                            
                        