Tere Liye Hain Zindagi Lyrics

tere liye hain zindagi, jane tu jane na tere liye duniya bani, mane tu mane na ye kehna aaj hain, o yara humnashi, dildara sath me ab rehna har janam janam, har kadam kadam leni hain ye humko kasam har janam janam, har kadam kadam tujhe pana hain, ab to sanam yaado mein tu, vaado mein tu saanso mein tu, tu hi tu nindo mein tu, khwabo mein tu aankho mein tu, tu hi tu oh jana keh raha main sabse, ye dua hai rab se tu mile ab mujhse har janam janam, har kadam kadam leni hain ye humko kasam har janam janam, har kadam kadam tujhe pana hain, ab to sanam if you want my love, come and take my love i will give you everything thats mine if you want my heart, you can have my heart from now on and every life time har janam janam, har kadam kadam tujhe chahu main jab tak hain dam har janam janam, har kadam kadam ab kabhi bhi to, bichhde na hum