Ramji Ke Paas Hai Sab Ke Liye Masala Lyrics

ye mausa ho ya mausi ho ye mausa ho ya mausi ho phuphi ho ya khala ay ramji ke pass hain sabke liye masala ramji ke pass hain sabke liye masala har taale ki chaabi har chaabi ka taala har taale ki chaabi har chaabi ka taala jaisi bhook dekhe waisa de niwala ramji ke pass hain sabke liye masala ramji ke pass hain sabke liye masala har taale ki chaabi har chaavi ka taala har taale ki chaabi har chaavi ka taala bawarchi gharane se judi hain inki taare bawarchi gharane se peedi dar peedi se bawarchi hain saare bawarchi gharane se judi hain inki taare kue ke medhk hain ramji par hain kue ke raja saare kue mein bajta hai inke naam ka baja kai saal khud uble hai tab kiya ubala ho ramji ke pass hain sabke liye masala ho ramji ke pass hain sabke liye masala behna ki shadi ki sir pe jimmedari raat din yahi khayal sir pe kare sawari hai ram ji ki haatho mein aisi hai kala ek hi bhurki mein dil udne chala ek hi bhurki mein dil udne chala hain ramji ki haatho mein aisi hain kala ho mantar hain ke har shay mein jee bhar daalo pyaar vo kya swaad jo ruh ko na karde jaykedaar bailgadi wala ho ya railgadi wala ramji ke pass hain sabke liye masala ramji ke pass hain sabke liye masala har taale ki chaabi har chaabi ka taala har taale ki chaabi har chaabi ka taala har taale ki chaabi har chaabi ka taala jaisi bhuk dekhe bhaiya waise hi de niwala ramji ke pass bhaiya ramji ke pass re ramji aha jiya re jiya re jiya jiya re ramji ke pass hain sabke liye masala ramji ke pass hain sabke liye masala ramji ke pass hain sabke liye masala ramji ke pass hain sabke liye masala