Happy Diwali (Remix) Lyrics
yeh din jahaan mein har kahi bhar de roshani usi ke pyar ki
  dil dil se woh mila de har chehra woh khila de
  rut laaye aaj khushiyon ki
  yeh din yeh din jahaan mein har kahi kahi 
  bhar de roshani roshani (usi ke pyar ki) - 2
  dil dil se woh mila de har chehra woh khila de
  rut laaye aaj khushiyon ki
  (mere tumhare sabke liye happy diwali
  saare sitaarein uske liye happy diwali) - 2
  
  ham sabhi mein har kisike dil mein hai wahi
  ho zameen ya asmaan ho woh hai har kaheen
  roshani - 3 yeh music ka naam hain
  yeh jahaan - 3 saara usi ka kaam hain
  (usne banayi sabke liye happy diwali
  saare sitaarein uske liye happy diwali) - 2
  
  usne kaha ke jab main kahu aayega woh mere liye
  kyun na bhala main durr rahu aayega woh mere liye
  usne kaha ke jab main kahu (aayega woh mere liye) - 3
  duniya meri kaise chamke jaise roshani ne roshani ho bhar di har kahi
  duniya saari aaise mehake jaise iss khushi mein har kali ho mehaki har kahi
  (aaj jahaa bhi tum raho chalo saath hamare ab kaho say (happy diwali) - 2
  aaj miley tumse koi use tum bhi bade dil se milo say (happy diwali) - 2) - 2
  mere tumhare sabke liye happy diwali
                            
                            
                        