Bahon Me Aao Mujhme Samao Lyrics
baho me aao mujhme samao tanhai meri mita do
  sanso ko meri aake jagado arman dil ke badha do
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  baho me aao mujhme samao tanhayi meri mita do
  sanso ko meri aake jaga do arman dil ke badha do
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  
  ab na ho duriya chhodo majburiya
  sapne mere tum saja do
  ab na ho duriya chhodo majburiya
  sapne mere tum saja do
  chhodo bhi jana sharmo haya tum paas mere to aao
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  
  kyu hai khamoshiya samjho madhoshiya
  khud ko na aise saja do
  kyu hai khamoshiya samjho madhoshiya
  khud ko na aise saja do
  kardo diwana mujhko jara ye fasle to mitao
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  baho me aao mujhme samao tanhayi meri mita do
  sanso ko meri aake jaga do arman dil ke badha do
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
  dil pe nahi jor chalta mai kya karu
                            
                            
                        