Jaan Lo Jaan Lo Lyrics
naadan hai woh ishq ko jo nahi jaante naadan hai woh ishq ko jo nahi jaante jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo jaanlo jaanlo tum ishq ko jaanlo jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo jaanlo jaanlo tum ishq ko jaanlo jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo anjaan hai woh husn ko jo nahi maante anjaan hai woh husn ko jo nahi maante maanlo maanlo husn ko maanlo maanlo maanlo husn ko maanlo maanlo maanlo husn ko maanlo maanlo maanlo tum husn ko maanlo maanlo maanlo husn ko maanlo maanlo maanlo husn ko maanlo ishq hi rasta ishq hi raahi ishq hi manjil pyare ishq hi rasta ishq hi raahi ishq hi manjil pyare ishq naa hoto naa hoto naa hoto naa hoto ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare hai ishq ka saara jaha yehi aaya yehi nihaa deewangi se iski hi rangeen hai har daastan ye hai hazaro saal se har pal jawan har dum rawa dahke toh ye hai aag sa mehke toh hai ye gulsitaa ishq hai noor e jami ishq hai shaahe jaha ishq hai noor e jami ishq hai shaahe jaha ishq ke noor se roshni ban gayi jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo hota naa jo husn e butaa ye ishq phir hota kaha jo ishq me hai darmiya sab husn ki hai shokiya laila hai ke deewar se majnu ka dil pagal hua woh heer thi jiske liye ranjha ka man bekal hua husn ki jalwagiri rooh ki pakijagi husn ki jalwagiri rooh ki pakijagi ishq toh har rang me husn ki hai bandagi ishq toh har rang me husn ki hai bandagi bandagi bandagi husn ki hai bandagi bandagi bandagi husn ki hai bandagi husn ki hi bandagi aashiqui ban gayi maanlo maanlo husn ko maanlo maanlo maanlo husn ko maanlo ishq jise bhi dil me basaye woh laila ho jaye ishq saware jiski julfe woh shirin khlaye ishq ke jaadu ka kya kehna ishq woh jaadugar hai jis patthar ko bhi woh tarashe woh ishwar ban jaye ishq nahi hai husn hai woh jo patthar me dhalta hai ishq nahi hai husn hai woh jiska jaadu chalta hai koi gaaye geet me usko koi gajal dohraye husn ke aage ishq hamesha pyar ke phool chadaaye husn toh masoom hamesha yuhi dhokha khaaye woh kya jaane aashiq kiske aage phool chadaaye ishq toh khud hi murat bhi hai khud hi puja ghar hai yehi khud dildari bhi hai yehi khud dilbar hai yehi khud dilbar hai yehi khud dilbar hai khud jeet hai khud haar hai har phool ki mehkar hai khud jeet hai khud haar hai har phool ki mehkar hai ye ishq hi hai faasla ye ishq hi didaar hai ye ishq hi hai faasla ye ishq hi didaar hai khud noor hai khud naar hai ye aap apna pyar hai khud noor hai khud naar hai ye aap apna pyar hai ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai ye yar hai ye pyar hai ye yar hai ye pyar hai ye yar hai husn kabhi ikraar me shaamil or kabhi inkaar me husn kabhi ikraar me shaamil or kabhi inkaar me ye hi yaade yar ka nagma ye hi roye yar me ye hi yaade yar ka nagma ye hi roye yar me husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me husn se ishq ki jindagi ban gayi maanlo maanlo husn ko maanlo jaanlo jaanlo husn ko jaanlo maanlo maanlo husn ko maanlo jaanlo jaanlo tum husn ko jaanlo maanlo maanlo husn ko maanlo maanlo maanlo husn ko maanlo maanlo maanlo husn ko maanlo maanlo maanlo husn ko maanlo