Dil Or Jaa Se Mai Ho Chuki Hu Tumhari Sanam Lyrics
maine dil me chhupaya tumhe dhadkan banake
  maine aankho me basaya tera sapna sazake
  dilo jaa se main ho chuka hu
  dilo jaa se main ho chuka hu tumhara sanam
  tumhara tumhara tumhara sanam
  tumhara tumhara tumhara sanam
  
  maine dil me chhupaya tumhe dhadkan banake
  maine dil me chhupaya tumhe dhadkan banake
  maine aankho me basaya tera sapna sazake
  dilo jaa se mai ho chuka hu
  dilo jaa se mai ho chuka hu tumhara sanam
  tumhara tumhara tumhara sanam
  tumhara tumhara tumhara sanam
  maine dil me chhupaya tumhe dhadkan banake
  maine aankho me basaya tera sapna sazake
  dilo jaa se main ho chuki hu
  dilo jaa se main ho chuki hu tumhari sanam
  tumhari tumhari tumhari sanam
  tumhari tumhari tumhari sanam
  
  ye chehara hamesha najar me rahe
  tumhi tum basse mere jajbaat me
  main jaau kahi bhi ye jane jigar
  hamesha rahe tu khayelat me
  tum mera khwab ho, tum meri sans ho
  tum mera chain ho, tum meri pyas ho
  ek naam mere labo pe
  ek naam mere labo pe tumhara sanam
  tumhara tumhara tumhara sanam
  maine dil me chhupaya tumhe dhadkan banake
  
  tum mile to meri jaan saku
  aa gaya mere pyar ko ek bahana mila
  tumhari panaho me aake laga
  meri chahto ko thikana mila
  tumse hai aarzu, tumse hai zindagi
  tumse hai hasrte, tumse hai dilkashi
  na koi mujhsa diwana
  na koi mujhsa diwana tumhara sanam