Wo Kagaj Ki Kashti Wo Barish Ka Pani Lyrics
ye daulat bhi le lo ye sohrat bhi le lo bhale chin lo mujhse meri jawani ye daulat bhi le lo ye sohrat bhi le lo bhale chin lo mujhse meri jawani magar mujhko lauta do bachpan ka sawan wo kagaj ki kashti wo barish ka pani wo kagaj ki kashti wo barish ka pani wo kagaj ki kashti wo barish ka pani mohalle ki sabse purani nishani mohalle ki sabse purani nishani wo budhiya jise bache kahte the nani wo nani ki bato me pariyo ka dera wo chehre ki jhurio me sadio ka fera bhulaye nahi bhul sakta hai koi wo choti si rate wo lambi kahani wo choti si rate wo lambi kahani wo choti si rate wo lambi kahani kabhi ret ke unche tilo pe jana kabhi ret ke unche tilo pe jana kabhi ret ke kabhi ret ke unche tilo pe jana gharonde banana bana kar mitana wo masum chahat ki taswir apni wo khwabo ki rono jagir apni na dunia ka gum tha na rishto ke bandhan na dunia ka gum tha na rishto ke bandhan badi khubsurat thi wo jindgani badi khubsurat thi wo jindgani ye daulat bhi le lo ye sohrat bhi le lo bhale chin lo mujhse meri jawani magar mujhko lauta do bachpan ka sawan wo kagaj ki kashti wo barish ka pani wo kagaj ki kashti wo barish ka pani wo kagaj ki kashti wo barish ka pani