Rukh Se Parda Hata De Zara Lyrics
rukh se parda utha de jara saakiya bas abhi rang-e-mehfil badal jayega rukh se parda utha de jara saakiya bas abhi rang-e-mehfil badal jayega hai jo behosh wo hosh me aayega girne wala hai jo vo sambhal jaayega rukh se parda utha de tum tasalli na do sirf baitho raho waqt kuchh mere marne ka tal jayega tum tasalli na do sirf baitho raho waqt kuchh mere marne ka tal jayega kya ye kam hai masiha ke rahne hi se maut ka bhi irada badal jayega rukh se parda utha de tir ki jaan hai dil, dil ki jaan tir hai tir ko na yu khincho kaha maan lo tir ki jaan hai dil, dil ki jaan tir hai tir ko na yu khincho kaha maan lo tir khicha to dil bhi nikal jayega dil jo nikla to dam bhi nikal jayega rukh se parda utha de iske hasne me rone ka andaaj hai khaak udane me fariyad ka raaz hai iske hasne me rone ka andaaj hai khaak udane me fariyad ka raaz hai isko chhedo na anvar khuda ke liye varna bimar ka dam nikal jayega rukh se parda utha de jara saakiya bas abhi rang-e-mehfil badal jayega hai jo behosh wo hosh me aayega girne wala hai jo vo sambhal jaayega rukh se parda utha de