Of O Jalataa Hai Bujahataa Hai Jalataa Hai Lyrics
of o jalta hai bujhta hai jalta hai kaise of o mitta hai lutta hai mitta hai ham pe phir bhi mushkil mushkil ye dil pana sun le sehraao se bhi guzaru, dariyaao se bhi ubharu sehraao se bhi guzaru, dariyaao se bhi ubharu tere liye mai gahri vadi bhi chum lu sehara me gul na khilega, dariya me diya na jalega diwane vadiyo me dil na milega, of o jal gaya ek parchhayi jaisi hu mai suraj dhalte hi chhup jau to andhera chha jayega shola junun ka aankho me roshan dil raato me phir andhera bhi kya kar payega zid karna hai rit teri, nazuk prit meri rok bhi le khud ko jine bhi de mujhko bas jaa meri sanso me ji le aa meri baaho me jal gaya jal gaya jal gaya jal gaya of o jalta hai bujhta hai jalta hai kaise of o jal gaya mit gaya lut gaya, of o tum pe sehara me gul na khilega, dariya me diya na jalega diwane vadiyo me dil na milega sanso se khushbu uthne lagi, baaho me jab tu sajne lagi to dekhe jahan phir zami aasaman kya sharam se aankhe jhukne lagi, mujhse kuchh ye kahne lagi ke ye kya ho gaya kaise badla irada aakhir dil majabur hua, mere ishq me chur hua mujhpe asar tha tera, tujhpe hai saya ab mera dur agar mai jau to phir ban jaye tu suraj wo jo jalta hai bujhta hai jalta hai bujhta hai of o of o jalta hai, of o jal gaya jal gaya of o of o of o jal gaya, jalta hai mit gaya mit gaya mit gaya mit gaya mit gaya mit gaya mit gaya, of o jal gaya lyrics typed by: neha gupta