Hum To Hai Sabke Yaar Hamko Hai Sabse Pyaar Lyrics
hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
  hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
  apna jaha, apna gagan, apni hai sari jamin
  hum ek jagah rahte nahi
  din hai kahi rate kahi
  hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
  apna jaha apna gagan, apni hai sari jamin
  hum ek jagah rahte nahi
  din hai kahi rate kahi
  
  jag se kya lena hame to dil se kam
  pyar aur chahat ka rahe labo pe nam
  jag se kya lena hame to dil se kam
  pyar aur chahat ka rahe labo pe nam
  dilwalo ke sansar me, aawara fire pyar me
  hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
  apna jaha apna gagan, apni hai sari jamin
  hum ek jagah rahte nahi
  din hai kahi rate kahi
  
  ulfat hum dhunde mile jaha hamko
  nafrat karne ka samay kaha hamko
  ulfat hum dhunde mile jaha hamko
  nafrat karne ka samay kaha hamko
  thodi hai milan ki bahar 
  kal ka hai kise aetbar
  hum to hai sabke yar, hamko hai sabse pyar
  apna jaha apna gagan, apni hai sari jamin
  hum ek jagah rahte nahi
  din hai kahi rate kahi
                            
                            
                        