Ye Thandi Hawayein Lyrics

ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein aag lagayein ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein aag lagayein dil ko jalayein ha mujhko dasne lagi ye tanhaai mujhko dasne lagi ye tanhaai ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein aag lagayein khoi-khoi ye raat hai dil me dabi dil ki baat hai kaise sahu ye duriyaan badhne lagi hai betaabiyaan aaj mausam bhi hai kitna harjaai aaj mausam bhi hai kitna harjaai ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein aag lagayein tanha tanha dil ye jale chupke chupke raat dhale haule haule behke sama dheere dheere nikle ye ja ab machale lagi meri parchaai ab machale lagi meri parchaai ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein aag lagayein dil ko jalayein ha mujhko dasne lagi ye tanhaai mujhko dasne lagi ye tanhaai ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein aag lagayein